Dusro Ke Saath Khul Ke Kaise Jiye

550.00

Quantity

Iss coaching call se tum samjhoge – 

  • Apne bachpan ke bad experiences hume kaise affect karte hai
  • Khud ko hum itna zyada judge kyun karte hai
  • Self judgement se humara progress kaise ruk jata hai
  • Hum dusro ke saamne open up karne se kyun darte hai
  • Males ka problem-solving mindset khud ek problem kyun hai
  • Apni nature ki emotional side kyun develop karni chahiye
  • Logic se sochne ka drawback kya hai
  • Masculine ko femininity kab express karne ki zarurat hai
  • Sirf practical hona life mein kyun kaam nahi karta 
  • Ladkiyon ko ‘intelligence’ se kyun nahi samajh sakte 
  • Logic hume logo se relate karne mein kaise rokta hai
  • Self defeating loop ko kaise tode
  • Kuch karne ke pehle kitna sochne ki zarurat hai
  • Dusro ke saamne nanga, nidarta ke saath kaise ho sakte hai
  • Kya apna best version, sirf duniya me jeetne se banta hai?
  • Jagah kaise banate hai apne andar, apne liye aur dusro ke liye
  • Apne ko aur dusro ko maaf karne ki kshamata kaise banaye
  • Ek insaan ki wajah se apni insaaniyat ko kaise na affect hone de
  • Apne dil mein jo hai usse bahar kaise laaye
  • Apne feelings ke saath touch kaise na lose kare
  • Feelings ko pehchanna unko identify karne ke liye kyun zaruri hai
  • Kaunsi feeling kaunsi wajah se hai, woh kaise samjhe
  • Masculine energy kaha fail kar jaati hai
  • Kis tarike se females se connect kare ki woh tumhe baaki sab ladko ki category mein na daale
  • Aaj admi kaha fail kar raha hai
  • Ladkiyo ki bhaasha ladko ki bhaasha se kaise alag hai
  • Mind sab kuch calculate kyun karta hai
  • Calculated planned life jeene ka sabse bada drawback kya hai
  • Admi khud ko jail mein kase rakhta hai
  • Admi aurat se kya seekh sakta hai

Reviews

There are no reviews yet.

Be the first to review “Dusro Ke Saath Khul Ke Kaise Jiye”

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Shopping Cart
Scroll to Top